Friday, April 1, 2011

Nidaa

4 comments:

  1. wa
    nahi is main kohi mantaq,hy yaquin ki bath sari

    k jahan rakha hy pahon,wahan rasta to hoga

    ReplyDelete
  2. its simply nice,


    Abhi baadban ko teh rakho, abhi muztarib hai rukh-e-hawa
    Kisi raastay main hai muntazir, woh sukoon jo aakay chala gaya

    ReplyDelete
  3. zara si khaak ho es baat per nahi jana,
    hazar aandhiyan aaien, bikhar nahi jana,

    tujh se bichra hon to jana ke zindagi kya hey,
    tumhare sath safar ko, safar nahi jana,

    shikastagi ka bharam rakh lena ey chehry,
    kisi ko ho samna, to utar nahi jana,

    tamam din ki talab rah dekhti hogi,
    jo khali hath chaly ho to ghar nahi jana,

    yeh sar-e-azeem hy, jhukny kahin na paey waseem,
    zara si jeeney ki khuwahish pe mar nahi jana

    au revoir,
    SJ

    ReplyDelete